Pages

Saturday 29 October 2011

Andhi larki (Really Sad)

Ek larki andhi hoti hai jise sub se nafrat hoti hai sivay ek larke ke jo us se bohat pyar karta ta aur kehta ta ke main tum se shadi karna chahta hoon laikin larki kehti ti jab meri ankhain theak ho jay gi tab main tum se shadi karon gi. kuch mahino baad!!!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
 us ki ankain theak ho jati hain laikin woh aek chiz dekh kar bohat hairan hojati hai ke jo larka mujh se pyar karta ta woh khud aek andha hai larka jab larki se boltha hai ke


kiya tum mujhe se ab shadi karo gi ?

tu woh larki bolti hai ke nahi tum to andhain ho main tum se shadi nahi karon gi
us ke baad!!!

larka sirf yeh keh kar waha se chala jata hai ke
.
.
.
.
.
.
.


Mere ankhon ka khiyal rakna......